This song Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics in which performed by Shraddha Kapoor & Ranbir Kapoor.
Besides, lyrics penned down by Amitabh Bhattacharya, music by Pritam, and sung by Arijit Singh from the movie Tu Jhoothi Main Makkaar.
Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics
Pyaar Hota Kayi Baar Hai
Ishaq mere Yaara
Tu kar le dobaara
Bas ik bar mein hi
Bhare na dil bechaara
Sung rehne ke shaam savere
Kya karne hain vade bathere
Hai zindagani agar char din ki
Toh lene hi kyon saat pehre
Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pehli mohabbat mein toh
Lagta yahi hai darling
Mar jaunga jo mujhko yeh na mili
Agli dafa mohabbat hoti hai toh lagta hai
Yeh wali mujhko pehle kyun na mili
Woh dil kya bhala
Jo toota na kabhi
Pehli dafa chot kha ke
Kyon dil ko lagana hi chhodein
Sab kuch mohabbat mein chalta hai toh
Kyon na do chaar dil hum bhi todein
Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahaan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nissar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Tennu pyaar di lor ae
Chaida kinna ve
Kadi das de yaar nu
Inna inna ve
Ae lo, ae lo
Tennu pyar di lor ae
Chaida kinna ve
Twadi khidmat vich haazir
Ae lo, ae lo
Pyaar hota hota hota kayi baar hai.
Song Credits:
Song Name: | Pyaar Hota Kayi Baar Hai |
Movie: | Tu Jhoothi Main Makkaar |
Singer: | Arijit Singh |
Music by: | Pritam |
Lyricist: | Amitabh Bhattacharya |
Label: | T-Series |
Pyaar Hota Kayi Baar Hai Music Video
Pyaar Hota Kayi Baar Hai song frequently asked questions
Check all frequently asked Questions and the Answers of this questions
This Pyaar Hota Kayi Baar Hai song is from this Tu Jhoothi Main Makkaar movie.
Shraddha Kapoor & Ranbir Kapoor is the star cast of this Pyaar Hota Kayi Baar Hai song.
Arijit Singh is the singer of this Pyaar Hota Kayi Baar Hai song.
Pritam is the musician of this Pyaar Hota Kayi Baar Hai song.
This Song lyrics is penned by Amitabh Bhattacharya.