The song Chhad Ja Lyrics from the Movie Shoorveer. Where, performed by Kashmira Irani & Anjali Barot. And, music composed by Sandman. In addition to, lyrics penned by Ginny Diwan.
Chhad Ja Lyrics in (Roman) Hindi
Kaisi yeh naaraazi
Oh, re jogi khud se teri
Kaisi yeh naaraazi
Roohn mein apni
Tap ke kyon tu
Jalta we bairaagi
Kaaton-si ranjishein
Dil mein paali hain tune
Dard ki aadatein
Kyon yeh daali hain tune
Chhadd ja
Zid ka tu hai dariyaa
Kyon khud se tu ladiyaa
Ja tar ja ya mar ja
Oh, Chhaleyaa
Angaare man mein tere
Kitne hain yaadon ke
Uthate dhuaan yeh ban ke
Aankho se reh-reh ke
Aasaan yeh na kabhi
Bebaaq hain azad hain
Jo iraade hain tere
Tu jaan ke is jaan se
Kyon khelta hai baazi
Chhadd ja
Zid ka tu hai dariyaa
Kyon khud se tu ladiyaa
Ja tar ja ya mar ja
Oh, Tar ja
Aasmaan ka parinda ban ke
Udta jab tu yeh par faila ke
Girne ki tujhko fikra hai nahi
Raasaton se tu badh ke aage
Manzilon ko tu de parwaazein
Thokaro pe tu hans ke chal kahin
Chhad ja re
Chhad ja re
Chhadd ja
Zid ka tu hai dariyaa
Kyun khud se tu ladiyaa
Ja tar ja ya mar ja
Oh, Chhaleyaa!
Song Creidts:
Song: | Chhad Ja |
Star Cast: | Kashmira Irani & Anjali Barot |
Film: | Shoorveer |
Singer: | Digvijay Singh Pariyar |
Composer: | Sandman |
Lyricist: | Ginny Diwan |
Music Label: | Sony Music India |